Had Se Zayada Sanam Lyrics

Had Se Zayada Sanam Lyrics

Chaahta Hun Tujhe Sochta Hun

Tujhe Har Lamha Har Jagaah

Dekhta Hun Tujhe

Tune Mujhko Yun Beqaarar Kiya

Beqaraar Kiya Beqaraar Kiya

Hadd Se Zyaada Sanam

Tujhse Pyaar Kiya

Hadd Se Zyaada Sanam

Tujhse Pyaar Kiya

Chaahti Hun Tujhe Sochti Hun

Tujhe Har Lamha Har Jagaah

Dekhti Hun Tujhe

Tune Mujhko Yun Beqaraar Kiya

Beqaraar Kiya Beqaraar Kiya

Hadd Se Zyaada Sanam

Tujhse Pyaar Kiya

Hadd Se Zyaada Sanam

Tujhse Pyaar Kiya

Na Samjha Na Jaana

Kyun Huwa Diwaana

Teri Dhun Mein Jaanam

Khud Se Hun Begaana

Na Samjha Na Jaana

Kyun Huwa Diwaana

Teri Dhun Mein Jaanam

Khud Se Hun Begaana

Khud Se Hun Begaana

Tera Khwaabon Mein Deedaar Kiya

Tera Khwaabon Mein Deedaar Kiya

Hadd Se Zyaada Sanam

Tujhse Pyaar Kiya

Hadd Se Zyaada Sanam

Tujhse Pyaar Kiya

Teri Yaad Aaye Ab Raha Na Jaaye

Khayaalon Mein Mere

Tuhi Muskuraaye

Teri Yaad Aaye Ab Raha Na Jaaye

Khayaalon Mein Mere

Tuhi Muskuraaye

Tuhi Muskuraaye

Pal Pal Tera Intezaar Kiya

Pal Pal Tera Intezaar Kiya

Hadd Se Zyaada Sanam

Tujhse Pyaar Kiya

Hadd Se Zyaada Sanam

Tujhse Pyaar Kiya

Chaahta Hun Tujhe

Sochta Hun Tujhe

Har Lamha Har Jagaah

Dekhti Hun Tujhe

Tune Mujhko Yun Beqaarar Kiya

Beqaraar Kiya Beqaraar Kiya

Hadd Se Zyaada Sanam

Tujhse Pyaar Kiya

Hadd Se Zyaada Sanam

Tujhse Pyaar Kiya

Hadd Se Zyaada Sanam

Tujhse Pyaar Kiya

Hadd Se Zyaada Sanam

Tujhse Pyaar Kiya.

 

Leave a Comment

close